Add new comment

sanathana dhar…
 - 
Sunday, 25 Sep 2016

agar ye sabh bandh karna hai tho ek upay hai mera pass govt ek law banana hai agar koi gomatha ko kate tho usko 3 year's jail aur 2 lakh jarimana hona cahiya aur uska meat bechne wale ko 1 year jail aur 75 thousand jarimana hona cahiye. aur yeh sab ek special team with 100% is ki dhekbaal keliye form karna cahiye desh ke har village mein iska ek admi hona cahiye. tab yeh sab nahi hoga mein 100% guarantee ke saath keh saktha hu. jai bharat matha vande mataram.